Tum yu chal rahe the jise sagar may koi pyasa
Tum yu bah rahe  the jise ret ke tufan may ret ka dareya
Tum yu khoye the jise amawasya ka chand
Tum yu soye the jise bhare dopahar may koi jagta sapna
Tumne kaha tum ek shayari ho jese padhkar muje sukun milta h
Mene kaha tum padhne ke laye sirf ankho ka estemal karte ho aur may padhne ke laye dil ka estemal karte hu
Tum muje padhkar bhe padh nahi pate ho aur may tumhe bin dekhe ese padh lete hu jise ret ke samundar may kuch bunde nami ke pakar uge hari ghans may kuch pele , kuch lal , kuch safed ful

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

उस पार जाऊँ कैसे....!!!

प्यार के रूप अनेक

कौन किससे ज्यादा प्यार करता है??