Wechar

Wecharo ke adhkhuli pankhudi
Narm makhmali gulabi shardeyo ke
 rat ka sunapa
Pasara tha dil ke her kone may jise chand akela khada ho aasman ke bazar may
Mene khud ko narm rajai may yu lepeta
Jise koi bachha dar kar lipta ho maa ke anchal se
Bhari hui palko ko aazad keya yado ke jemjhim se
Mere yado may tum bar bar aye, fir may roi jar jar
Mene tumse kiye bahut share sawal aur uske jabab bhe mene khud deye bena tumhare entazar ke
Fir n jane kab ankh lage aur may aazad hui akelepan se pahuche sunhare sapno ke duneya may
Subah jab ankh khuli to mene man par jame oos ke bundo ko peghalane ke leye tapte suraj ka aalengan kiya
Aur jendage ke udan may shamil hui parendo sang

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

उस पार जाऊँ कैसे....!!!

प्यार के रूप अनेक

कौन किससे ज्यादा प्यार करता है??