Jendage may thahare akelepan ke ub
Kise dopahar jo mene bate ke khud se
To ankho ke kono may ayi nami ke bunde
Aur us bundo may samaye hamare uljhe resto ke dor
Khud may apnapan samete , khokhale reste
Resto ke garema jo may dhundne chali to paya
Khacche dhago may lipte kuch najuk reste
Kya ye reste etne najuk hote h
Kanch ke chudeyo ke jise , mitti ke kacche ghado ke jise
Hum Kyu nahi kar pate h esmay dosti ke milawat
Kyuke jaha dosti hoti h
Waha sukhi ghass may bhe nami bhare badalo ke ummd jag he jate h
Bares may chamakte endardhanuso jise chamak aa he jati h

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

उस पार जाऊँ कैसे....!!!

प्यार के रूप अनेक

कौन किससे ज्यादा प्यार करता है??