Ehsas
Wo pahado se gerti geli subah ke lalema
Jhilo may bekhari motiyo ka ehsas karati pani ke bunde
Nele aasman may udte dudheya badalo ka jhund aur us jhund ke niche udte pancheyo ka shorr
Mere badan ko chuti sirhan ko sabak sekhane jo may pahuchi chhat par etrati dhup ka sahara lene to muje dhup se bate karte tum mile
Fir dhup sang may bhe bahe tere bato ke rasdhara may
Us rasdhara may bahte bahte hum tum pahuche
Badalo ke sair par , pancheyo ke gharo may, fullo ke baago may n jane kaha kaha ke sair kar aye hum bato ke rasdhara may bahkar
Fir dhalte sham ke fekar may apne apne gharo ko loute hotho may makhmali hasi samete

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें