Pane ke bulbule
Sagar ke do kenaro se ti tere mere jendage
Ek dusre se dur bahut dur par fir bhe pas pas
Hame to joda tha Sagar ke laharo ne, waha chalti kisteyo ne, waha tairte machleyo ne , waha chalti hawao ne
Fir jo may aye to tum yu hasay jise koi band kali khali ho
Barkha ke bunde sawate nachatra may ship may gere ho
Setaro se saje aasma may dhurub tara chamka ho
Dhan kheto may kanak sang bajare ke baleya lahrai ho
Tere muskan yu udi hawao may jise pane ke bulbule uday ho hawao may
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें