Safar yado ka
Betay waqt ke yado may sematkar her pal bada hota uske yado ka safar
Kabhi palas ke fullo surkh lal hota , to kabhi mogre sa mahakta , to kabhi sukhe gulab sa ketabo may kaid ho jata , to kabhi ankho se bahkar galo ko namkin karta
Wo kabhi yado ke samundar may dubki lagati to kabhi laharo par chalne ke kosis karte
Jaise koi navyowana kise ke pyar may padkar apne sunhare bhavesya ke kalpana may aur nekharte ja rahe ho
Esay he yado ke jugali may uske bojhil palke kab nind ke jugunuo se ja mile usay pata bhe n chala
Lekin az subah jab uske nind khuli to usay esa laga jaysay fullo se ettra churakar lai dhup ke sath chedeyo ke baraat khadi ho uskay entazar may
Aur wo bhe apne kismat ke lakire apne hatho may sametkar chal padi naye yado ke safar par

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें