Soch tere mere
Kya kabhi kise gulab ko kanto ke chubhan se rote dekha h
Kya kabhi kise kamal ko uske kechad se naraz dekha h
Kya kabhi kise ped ko chedeyo ke chachahat se paresan dekha h
Kya kabhi kise baag ko bares ke remjhim may udas dekha h
Kya kabhi kise bache ko uske sararto se dukhi dekha h
Nahi n
To fir hum tum kyu paresan h apne apne jendageyo may ayi uljhano se
Chalo ek baar fir se apne share paresaneyo se kenara karte h aur apne apne bachpan may lot jate h
Aur apne hotho may dabi hasi se apne murjhaye chehare sajate h

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें