Sukun

May aur app sab aksar yahe socha karte h ke mere he kismet ese kyu h
Kash mere jendage may bhe wo sab hota jo may sochta hu
Kya sach may esa ho jata to hum khus ho jate
Ha shayad ho jate lekin
Ye Sagar ke gahraio may jo tumne aur mayne dubki lagai h munge , aur motiyo ko pane ke lalach may ye khusi to hame bazar se bhe mil jati rupeye dekar
N tumne ye socha n mene ye soch bus dono ne laga de dubki
Hum do pal thahartay aur dubki lagate samundar may samai khubsurti ko dekhne ke leye, rang berangi machleyo sang atkheleya karne ko, samundar ke gahrai may chepe makhmali shaywall ko dekhne ko
Fir jo hum ate samundar se bahar to hamare chehare par milta wo sukun jo bikta nahi h bazaro may par her koi kharedna chahta h

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

उस पार जाऊँ कैसे....!!!

प्यार के रूप अनेक

कौन किससे ज्यादा प्यार करता है??